Meri Saheliya Byahi Gayi Sari Lyrics | Teesra Kaun

                        
                        Meri saheliya byahi gayi sari
Meri saheliya byahi gayi sari
Haye main rah gayi kuwari
Haye haye rama
Haye main rah gayi kuwari
Meri saheliya byahi gayi sari
Meri saheliya byahi gayi sari
Haye main rah gayi kuwari
Haye haye rama
Haye main rah gayi kuwari

Pichhle bras gayi kamla ki doli
Abke sarita balma ki hoyi
Pichhle bras gayi kamla ki doli
Abke sarita balma ki hoyi
Na jane aayegi kab meri bari
Haye main rah gayi kuwari
Haye haye rama
Haye main rah gayi kuwari
Meri saheliya byahi gayi sari
Haye main rah gayi kuwari

Lot ke mayke aaye jo sakhiya
Mujhko sunaye balma ki batiya
Lot ke mayke aaye jo sakhiya
Mujhko sunaye balma ki batiya
Chal jaye mere dil pe katare
Haye main rah gayi kuwari
Haye haye rama
Haye main rah gayi kuwari
Meri saheliya byahi gayi sari
Haye main rah gayi kuwari

Hone lagi thi meri sgayi
Banthan ke samne sajna ke aayi
Hone lagi thi meri sgayi
Banthan ke samne sajna ke aayi
Gor asi chandan ladki hai kali
Haye main rah gayi kuwari
Haye haye rama
Haye main rah gayi kuwari.