Indian Film History

Pyar Ka Fasana Lyrics

From Teesra Kaun (1965)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:33
Pyar ka fasana bana le dil deewana Pyar ka fasana bana le dil deewana Kuchh tum kaho kuchh hum kahein Kuchh tum kaho kuchh hum kahein Pyar ka fasana bana le dil deewana Pyar ka fasana bana le dil deewana Kuchh tum kaho kuchh hum kahein Kuchh tum kaho kuchh hum kahein Pyar ka fasana Aisa na ho baagon se bahaar chali jaaye Kali kali hoke beqaraar chali jaaye Aisi rut bina kiye pyaar chali jaaye Aisa na ho baagon se bahaar chali jaaye Kali kali hoke beqaraar chali jaaye Aisi rut bina kiye pyaar chali jaaye Isi liye to kaha hai Pyar ka fasana bana le dil deewana Pyar ka fasana bana le dil deewana Kuchh tum kaho kuchh hum kahein Kuchh tum kaho kuchh hum kahein Pyar ka fasana Chhoti si hai aaj ki hamaari mulaaqaat Ye na ho ke jee mein reh jaaye jee ki baat Jaane phir kab koyi dekhen hamen saath Chhoti si hai aaj ki hamaari mulaaqaat Hmm hmm hmm hmm Ye na ho ke jee mein reh jaaye jee ki baat Jaane phir kab koyi dekhe hamein saath Isi liye to kaha hai Pyar ka fasana bana le dil deewana Pyar ka fasana bana le dil deewana Kuchh tum kaho kuchh hum kahein Kuchh tum kaho kuchh hum kahein Pyaar ka fasana bana le dil deewana Pyaar ka fasana bana le dil deewana Kuchh tum kaho kuchh hum kahein Kuchh tum kaho kuchh hum kahein Pyar ka fasana.

More songs from Teesra Kaun

Pyar Ka Fasana Lyrics - Teesra Kaun (1965) | Indian Film History