Dil Wahi Bekaraar Hota Hai Lyrics | Tera Mera Saath Rahen

                        
                        Dil wahi bekaraar hota hai
Dil wahi bekaraar hota hai
Dhadkanon mein jiski pyar hota hai
Din katta hai na katti hai raatein
Har pal kisi ka intezaar hota hai
Dil wahi bekaraar hota hai
Haan dhadkanon mein jiski pyar hota hai
Din katta hai na katti hai raatein
Har pal kisi ka intezaar hota hai
Dil wahi bekaraar hota hai
Oh dhadkanon mein jiski pyar hota hai

Thandi raaton mein saasein jalti hai
Zameen aasmaan bhi pighalte hai
Rahi thehre hain raahen chalti hai
Dhoop mein sitaare nikalte hai
Lo dekh lo yeh nazara baar baar hota hai
Oh aise hote hote pyaar hota hai
Din katta hai na katti hai raatein
Har pal kisi ka intezaar hota hai
Dil wahi bekaraar hota hai
Dhadkanon mein jiski pyar hota hai
Dil wahi bekaraar hota hai
Dhadkanon mein jiski pyar hota hai.