Indian Film History

Tadpati Hai Tarsati Hai Lyrics

From Tera Mera Saath Rahen (2001)

Duration
5:07
Tarsati hai tadpati hain Deewana sa kar jati hain Oh yaadon se keh do Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Tarsati hai tadpati hain Deewana sa kar jati hain Oh yaadon se keh do Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Beeta sukh bhi dukh lagta hain Jab yaadein aati hain Beeta sukh bhi dukh lagta hain Jab yaadein aati hain Bhooli bisri apni saari baatein dourati hain Aaj bhi meri saason ko teri zulfein mehkaati hain Lehraati hain behlaati hain Deewana sa kar jaati hain Oh yaadon se keh do Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Woh galiyan woh ghar woh manjar Yaadon mein aate hain Haan woh galiyan woh ghar woh manjar Yaadon mein aate hain Yeh aansoon ye dard-e-dil yaadon ki saugaatein hain Door hai tu nazron se par mere saamne muskaati hain Sharmaati hai ghabraati hain Deewana sa kar jaati hain Oh yaadon se keh do Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Tarsati hai tadpati hai Deewana sa kar jati hain Oh yaadon se keh do Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai Yaad kyon aati hai.

More songs from Tera Mera Saath Rahen