Indian Film History

Awaara Angaara Lyrics

From Tere Ishk Mein (2025)

Lyricist
Irshad Kamil
Duration
5:12

Teri Kayanat

Mere Khali Haath

Aur Taar-taar Sapne

Gaye Jakhm Jaag Mere Seene Aag

Lage Saans-saans Tapne


Teri Kayanat

Mere Khali Haath

Aur Taar-taar Sapne

Dardon Se Chur

Gum Ka Gurur

Kahun Kya Main Haal Apne



Awaara Awaara

Awaara Angara

Raaton Mein Duba

Amabar Ka Banjara


Jaane Tuta Kyun

Main Sheesa Naa Tara


More songs from Tere Ishk Mein

Awaara Angaara Lyrics - Tere Ishk Mein (2025) | Indian Film History