Jeena Hai To Hans Ke Jiyo (2) Lyrics | Thanedaar

                        
                        jeena hai to haske jiya
jiwan me ek pal bhi rona na
jeena hai to haske jiya
jiwan me ek pal bhi rona na
hasna hi to hai jindagi
ro ro ke jiwan ye khona na
jina hai to haske jio
jiwan me ek pal bhi rona na
aaj yaha jo kho gaya
wo kal kahi mil jayega
patjhad me jo murjha gaya
wo phul kal khil jayega
ummid pe dunia chale
mayush jiwan me hona na
hasna hi to hai jindagi
ro ro ke jiwan ye khona na
jina hai to has ke jio
jiwan me ek pal bhi rona na
aasu nahi moti hai ye
palko se ye tute nahi

kam ho kabhi na hosla
dhiraj kabhi chute nahi
dukh dard se dil har ke
aasu se daman bhigona na
hasna hi to hai jindagi
ro ro ke jiwan ye khona na
jina hai to has ke jio
jiwan me ek pal bhi rona na
hasna hi to hai jindagi
ro ro ke jiwan ye khona na
jina hai to has ke jio
jiwan me ek pal bhi rona na