Meri Duniya Mein Lyrics | Tum Bin

Lyricist :
Music Director : Bhushan Kumar ,
Singer : Sonu Nigam
                        
                        Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka

Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Meri duniya mein aake
Mat jaa mat jaa kahin mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa mat jaa kahin mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa mat jaa mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa mat jaa kahin mat jaa

Kya maine pa liya hai
Kya maine kho diya hai
Shayad yeh soch kar hi
Dil aaj ro diya hai
Tu hi to tha mera apna
Kaise phir yeh toota sapna
To jo mil ke kho jaayega
Jeena mushkil ho jaayega
Ho o o o
Meri duniya mein aake
Mat jaa mat jaa kahin mat jaa

Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka

Yeh ishq ki hai raah
Mein jin pe chal raha hoon
Is aag mein na jaane
Kab se main jal raha hoon
Main to hoon tera deewana
Tune mujhko na pehchaana
Dilbar mere aisa na kar
Chahat mein tu ruswa na kar
Meri duniya mein aake
Mat jaa mat jaa kahin mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa mat jaa mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa mat jaa kahin mat jaa
Meri duniya mein aake
Mat jaa mat jaa kahin mat jaa

Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka.