Indian Film History

Zoom Bumbura Lyrics

From Tum Bin (2001)

Singers
Sonu Nigam
Duration
3:30
Zoom boombura zoom boombura Is dil ne sapne kya kya sajaaye Is dil ne sapne kya kya sajaaye In sapnon ka kya karoon Zoom boombura zoom boombura Is dil ne sapne kya kya sajaaye In sapnon ka kya karoon Na to mujhe pataa hai Yeh na dil ko hai khabar Na jaane ab yeh Zindagi le jaayegi kidhar Na to mujhe pataa hai Yeh na dil ko hai khabar Na jaane ab yeh Zindagi le jaayegi kidhar Is dil ne sapne kya kya sajaaye In sapnon ka kya karoon Zoom boombura zoom boombura Zoom boombura zoom boombura Seene mein yeh dard-e-dil Dabaana hai mushkil Ab apni mohabbat ko Chhupaana hai mushkil Main deewana to nahin Phir bhi mujhko hai yakeen Deewana wo karegi mujhe Zoom boombura zoom boombura Is dil ne sapne Kya kya sajaaye Hey is dil ne sapne Kya kya sajaaye In sapnon ka kya karoon Zoom boombura zoom boombura Uski hi tamanna mein Machalta hai yeh dil Dekhoon na main jab Usko to jalta hai yeh dil Mere dil ki yeh lagi Wo samajhti hi nahin Har pal main sochta hi rahoon Hey is dil ne sapne Kya kya sajaaye Is dil ne sapne Kya kya sajaaye In sapnon ka kya karoon Na to mujhe pataa hai Yeh na dil ko hai khabar Na jaane ab yeh Zindagi le jaayegi kidhar Na to mujhe pataa hai Yeh na dil ko hai khabar Na jaane ab yeh Zindagi le jaayegi kidhar.

More songs from Tum Bin

Zoom Bumbura Lyrics - Tum Bin (2001) | Indian Film History