Indian Film History

Yaaro Surat Hamaari Pe Mat Jaao Lyrics

From Ujala (1959)

Lyricist
Shailendra
Duration
4:06
Yaaro surat hamaari pe mat jaao Yaaro surat hamaari pe mat jaao Yaha bhi dil hai yu ham se naa katarao Yaha bhi dil hai yu ham se naa katarao Yaaro surat hamaari pe mat jaao Yaha bhi dil hai yu ham se naa katarao Yaaro surat hamaari pe mat jaao Ham bhi hain dil ke shahajahan Pyaar pe sab kuchh hai kurbaan Ham bhi hain dil ke shahajahan Are pyaar pe sab kuchh hai kurbaan Jara si hai garibi yahi hai kamnasibi Jara si hai garibi yahi hai kamnasibi Ki unase abhi naa huyi pehchaan Yaaro surat hamaari pe mat jaao Yaaro surat hamaari pe mat jaao Yaha bhi dil hai yu ham se naa katarao Yaaro surat hamaari pe mat jaao Aapki daulat zindabad Aapki daulat zindabad Imaan ki kahenge Kahenge phir kahenge Imaan ki kahenge Kahenge phir kahenge Ki pet yeh paapi murdaabaad Yaaro surat hamaari pe mat jaao Yaaro surat hamaari pe mat jaao Yaha bhi dil hai yu ham se naa katarao Yaaro surat hamaari pe mat jaao Jaane kaisa he ye jahaan Jina mushkil maut aasaan Jaane kaisa he ye jahaan Jina mushkil maut aasaan Ham phir bhi ji rahe hain Zakhmo ko si rahe hain Ham phir bhi ji rahe hain Zakhmo ko si rahe hain Yeh aap sabho kaa hai ehasaan Yaaro surat hamaari pe mat jaao Yaaro surat hamaari pe mat jaao Yaha bhi dil hai yu ham se naa katarao Yaha bhi dil hai yu ham se naa katarao Yaaro surat hamaari pe mat jaao Yaaro surat hamaari pe mat jaao.

More songs from Ujala