Indian Film History

Yaad Rahega Pyar Lyrics

From Umar Qaid (1975)

Duration
5:08
Yaad rahega pyar ka ye Rangin jamana yaad rahega Yaad rahega pyar ka ye Rangin jamana yaad rahega Is duniya mein choti si apni Duniya basana yaad rahega Ho yaad rahega pyar ka ye Rangin jamana yaad rahega Ek hai hum aur ek rahenge Sukh mein bhi aur dukh mein bhi Ho ek hai hum aur ek rahenge Sukh mein bhi aur dukh mein bhi Jab tak hai sanso ka bandhan Jab tak hai sanso ka bandhan Ye bandhan tute na kabhi Janam janam ye rasme nibhane ki Janam janam ye rasme nibhane ki Kasme khana yaad rahega Yaad rahega pyar ka ye Rangin jamana yaad rahega Apne jahaa mein madhur hasi ki Gunj kabhi na mand pade Apne jahaa mein madhur hasi ki Gunj kabhi na mand pade Jo bhi kadam badhta ho apna Jo bhi kadam badhta ho apna Ek duje ki aur bade Pyar mein jhum ke do sayo ka Pyar mein jhum ke do sayo ka Ek ho jana yaad rahega Yaad rahega pyar ka ye Rangin jamana yaad rahega Yaad rahega pyar ka ye Rangin jamana yaad rahega Is duniya mein chhoti si apni Duniya basana yaad rahega Ho yaad rahega pyar ka ye Rangin jamana yaad rahega.

More songs from Umar Qaid

Yaad Rahega Pyar Lyrics - Umar Qaid (1975) | Indian Film History