Indian Film History

Mai Ek Raaja Hu, Tu Ek Rani Hai Lyrics

From Uphaar (1971)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:32
Main ek raja hoon Tu ek rani hai Main ek raja hoon Tu ek rani hai Prem nagar ki yeh ek Sunder prem kahaani hai Main ek raja hoon Kya hoti hai prem kahaani Yeh bhi tu nadan na jani Kya hoti hai prem kahaani Yeh bhi tu nadan na jani Kitni pyaari pyaari Teri yeh nadani hai Main ek raja hoon Tu ek rani hai Main ek raja hoon Mann meraa ek mahal ho jaise Tu isame rahati hai aise Mann meraa ek mahal ho jaise Tu isame rahati hai aise Jaise sip me moti hai Saagar me paani hai Main ek raja hoon Tu ek rani hai Main ek raja hoon Premi bhanvre rangraliyo ke Kya kehte hain inn kaliyo se Premi bhanvre rangraliyo ke Kya kehte hain inn kaliyo se Yeh tujhako kaise samjhaau Tu deewani hai Main ek raja hoon Tu ek rani hai Prem nagar ki yeh ek Sunder prem kahaani hai Main ek raja hoon.

More songs from Uphaar

Mai Ek Raaja Hu, Tu Ek Rani Hai Lyrics - Uphaar (1971) | Indian Film History