Indian Film History

Zindagi Aa Gayi Lyrics

From Victoria No 203 (2007)

Lyricist
Verma Malik
Duration
3:19
Unake aane se iss deewane mein Unake aane se iss deewane mein Zindagi aa gayi zindagi aa gayi Mujhse kaafir ko is bahaane se Mujhse kaafir ko is bahaane se Bandagi aa gayi bandagi aa gayi Suni suni badi suni thi dil ki yeh galiyaan Unke guchhe mein ghoomwane se Dillagi aa gayi dillagi aa gayi Zindagi aa gayi bandagi aa gayi Bahaaron si woh aayi Nazaaron si woh chhayi Hazaaron dil ki dhadkan Is dil mein hai samaayi Hoon main deewana uska Hoon main parwana uska Hoon main nazrana uska Main hoon afsaana uka Wo hasin dilruba dilnashin mil gayi Bebasi bekasi berukhi mit gayi Ujadi ujadi badi ujadi thi dil ki yeh bagiya Unake iss dil mein gul khilaane se Taajagi aa gayi taajagi aa gayi Zindagi aa gayi bandagi aa gayi Us ka takraana yak bayak Us ka jhuk jaana yak bayak Apani kaatil ada se kuchh Bhi kar jaana yak bayak Sharmana us ka kaatil Muskana uska kaatil Ghabrana us ka dilkash Tadpaana uska kaatil O pari hamzuba hamnashin mil gayi Bekhali bedili bekhudi mit gayi Soyi soyi soyi padi thi dil ki yeh duniya Dastak e dil pe unke de jaane se Rat jagi aa gayi rat jagi aa gayi Unke aane se iss deewane mein Zindagi aa gayi zindagi aa gayi Mujh se kaafir ko is bahaane se Mujh se kaafir ko is bahaane se Bandagi aa gayi bandagi aa gayi Suni suni badi suni thi dil ki yeh galiyaan Unke guchhe mein ghoom aane se Dillagi aa gayi dillagi aa gayi Zindagi aa gayi bandagi aa gayi.

More songs from Victoria No 203

Zindagi Aa Gayi Lyrics - Victoria No 203 (2007) | Indian Film History