Indian Film History

Chhota Sa Saajan Lyrics

From Vivah (2006)

Duration
1:05
Chhota sa saa saajan nanhisi dulhan Doli saji hui dwaar khadi hai Doli saji hui dwaar khadi hai Jis ka vivaah rachaya jaaye Beti kahaa abhi itani badi hai Beti kahaa abhi itani badi hai Aaj hi le jaayegaa widaa kar Aaj hi le jaayegaa widaa kar Dulhe ne ye jeed pakadi hai Beti puchhe babul se are Bhejane ki kya jaldi padi hai Beti puchhe babul se are Bhejane ki kya jaldi padi hai.

More songs from Vivah