Sargarmiyan Lyrics | Wafaa

                        Sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar

Bhatkaav par dil hai mera, baahon mein aa humsafar
Sargarmiyaan ho sargarmiyaan ho

Aankhon mein kuchh likha hai, padh jara le woh deewaane
Yeh berukhi hai kis liye, aa jaa baahon mein
Chaahat ke ban jaane de, banate hai jo fasaane
Dil na jala jaane wafa aa ja baahon mein
Sargarmiyaan ho sargarmiyaan ho
Sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar
Sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar
Bhatkaav par dil hai mera, baahon mein aa.