Wafaa Lyrics | Wafaa

                        
                        Sunaaye kya tumko fasaana kisika
Mera dil bhi tha yeh deewaana kisika
Magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa
Sunaaye kya tumko fasaana kisika
Mera dil bhi tha yeh deewaana kisika
Magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa

Rote rote kehata hai yeh jakhm e jigar
Aaja kabhi meri taraf tu laut kar
Rote rote kehata hai yeh jakhm e jigar
Aaja kabhi meri taraf tu laut kar
Armaan hai itana hi are bewafa kar kabhi wafa, wafa, wafa, wafa
Sunaaye kya tumko fasaana kisika
Mera dil bhi tha yeh deewaana kisika
Magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa

Dil ne mere jaana jisako diljaaniya
Deke mujhako wohi gaya tanhaayiya
Dil ne mere jaana jisako diljaaniya
Deke mujhako wohi gaya tanhaayiya
Dil ka hai bas yeh ghum
Kabhi usane mujhse na ki wafa, wafa, wafa, wafa
Sunaaye kya tumko fasaana kisika
Mera dil bhi tha yeh deewaana kisika
Magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa
Wafa, wafa, wafa, wafa.