Indian Film History

Jinko Tu Bhool Gaya Unki Kahani Sun Le Lyrics

From Watan (1954)

Lyricist
Shevan Rizvi
Duration
2:09
jinko tu bhul gaya unki kahani sun le apna afsana jara meri jubani sun le apne diwano se daman na chhuda bekhabar hosh me aa, bekhabar hosh me aa apne diwano se daman na chhuda bekhabar hosh me aa, bekhabar hosh me aa gum ke tufano me gum ke tufano me kashti ka sahara tu hai jinki soyi hui kismat ka sitara tu hai jinki soyi hui kismat ka sitara tu hai unse najre na fira bekhabar hosh me aa bekhabar hosh me aa apne diwano se daman na chhuda bekhabar hosh me aa, bekhabar hosh me aa dard ke maro ki dard ke maro ki dunia kahi barbad na ho mai tujhe yad dilau jo tujhe yad na ho mai tujhe yad dilau jo tujhe yad na ho hai kidhar dhyan tera bekhabar hosh me aa, bekhabar hosh me aa

More songs from Watan

Jinko Tu Bhool Gaya Unki Kahani Sun Le Lyrics - Watan (1954) | Indian Film History