Tere Naam Ka Kalma Lyrics | Will You Marry Me?

                        tere naam ka kalma kalma kalma
tere naam ka kalma kalma kalma
meri jaan ki tu jaan hai biba, dil tere kurbaan hai biba

shab e gum tujhse hasti hai, tujhme khushiya basti hai
teri baate ik raahat si seene me lati hai mere
tere naam ka kalma padhta hu, aagosh e lab tujhe rakhta hu
chalti saanse ruk jaati hai, jab yaad teri mujhe aati hai

sehno ko mere ghere, rehte hai saaye tere
meri chahat le aayi, teri chahat ke phere

aankho me tujhko bharke, jee uthata hu mai marke
ab jo bhi saans bachi hai, khush hu mai tere naam karke
tere naam ka kalma, tere naam ka kalma
aankho me tujhko bharke, jee uthata hu mein marke
ab jo bhi saans bachi hai, khush hu mai tere naam karke
tere naam ka kalma padhta hu, aagosh e lab tujhe rakhta hu
chalti saanse ruk jaati hai, jab yaad teri mujhe aati hai
tere naam ka kalma padhta hu, aagosh e lab tujhe rakhta hu
chalti saanse ruk jaati hai, jab yaad teri mujhe aati hai

meri jaan ki tu jaan hai biba, dil tere kurbaan hai biba
meri jaan ki tu jaan hai biba, dil tere kurbaan hai biba
shab e gum tujhse hasti hai, tujhme khushiya basti hai
teri baate ik raahat si seene me lati hai mere
tere naam ka kalma padhta hu, aagosh e lab tujhe rakhta hu
chalti saanse ruk jaati hai, jab yaad teri mujhe aati hai
tere naam ka kalma padhta hu, aagosh e lab tujhe rakhta hu
chalti saanse ruk jaati hai, jab yaad teri mujhe aati hai
tere naam ka kalma, tere naam ka kalma
tere naam ka kalma, kalma kalma