Indian Film History

Subhanallah Jo Ho Lyrics

From Yeh Jawaani Hai Deewani (2013)

Lyricist
Kumaar
Duration
4:09
Ek din kabhi jo Khud ko tarashe Meri nazar se Tu zara haaye re Aankhon se teri Kya kya chhupa hai Tujhko dikhaun Main zara haaye re Ek ankahi si daastan daastan Kehne lagega aaina Subhanallah Jo ho raha hai Pehli dafa hai Wallah aisa hua Subhanallah Jo ho raha hai Pehli dafa hai Wallah aisa hua Meri khaamoshi se Baatein chun lena Unki dori se Taareefein bun lena Haan Meri khaamoshi se Baatein chun lena Unki dori se Taareefein bun lena Kal nahi thi jo aaj lagti hoon Taareef meri hai khaamakha Tohfa hai tera mere adaa Ek din kabhi jo Khud ko pukaare Meri zubaan se Tu zara haaye re Tujhmein chhupi si Jo shaayari hai Tujhko sunaun Main zara haaye re Ye do dilo ka wasta wasta Khul ke bataya jaaye na Subhanallah Jo ho raha hai Pehli dafa hai Wallah aisa hua Subhanallah Jo ho raha hai Pehli dafa hai Wallah aisa hua Subhanallah Jo ho raha hai Pehli dafa hai Wallah aisa hua Subhanallah Jo ho raha hai Pehli dafa hai Wallah aisa hua.

More songs from Yeh Jawaani Hai Deewani

Subhanallah Jo Ho Lyrics - Yeh Jawaani Hai Deewani (2013) | Indian Film History