Indian Film History

Main Aashiq Hu Baharo Ka (Title) Lyrics

From Aashiq (1962)

Singers
Mukesh
Lyricist
shahryar
Duration
5:07
Main aashiq hoon bahaaron ka Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa Main aashiq hoon bahaaron ka Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa Main mastaana musaafir hoon Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa Main aashiq hoon bahaaron ka Sadiyon se jag mein aata raha main Naye rang jeewan me laata raha main Har ek des me nit naye bhesh me Main aashiq hoon bahaaron ka Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa Main mastaana musaafir hoon Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa Main aashiq hoon bahaaron ka Kabhi maine hanske deepak jalaaye Kabhi banke baadal aansoo bahaaye Mere rastaa pyaar ka raasta Main aashiq hoon bahaaron ka Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa Main mastaana musaafir hoon Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa Main aashiq hoon bahaaron ka Chala gar safar ko koi besahaara To main ho liya sang liye ektaara Gaata hua kuchh bhulaata hua Main aashiq hoon bahaaron ka Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa Main mastaana musaafir hoon Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa Main aashiq hoon bahaaron ka.

More songs from Aashiq

Main Aashiq Hu Baharo Ka (Title) Lyrics - Aashiq (1962) | Indian Film History