Indian Film History

Kisi Nazar Ko Tera Lyrics

From Aitbaar (1985)

Lyricist
Hasan Kamal
Duration
6:28
Kisi nazar ko teraa Intazaar aaj bhi hain Kisi nazar ko teraa Intazaar aaj bhi hain Kahaa ho tum ke Ye dil bekaraar aaj bhi hain Kisi nazar ko teraa Intazaar aaj bhi hain Wo waadiyaa wo fijaayen ke Hum mile the jahaan Wo waadiyaa wo fijaayen ke Hum mile the jahaan Meri wafaa kaa wahi Par majaar aaj bhi hain Kisi nazar ko teraa Intazaar aaj bhi hain Na jaane dekh ke kyooun ko Ye huaa ehsaas Na jaane dekh ke kyooun ko Ye huaa ehsaas Ke mere dil pe unhe Ikhtiyaar aaj bhi hain Kisi nazar ko teraa Intazaar aaj bhi hain Wo pyaar jis ke liye Humane chhod di duniyaan Wo pyaar jis ke liye Humane chhod di duniyaan Wafaa ki raah mein ghaayal Wo pyaar aaj bhi hain Wo pyaar jis ke liye Humane chhod di duniyaan Yakin nahin hain magar Aaj bhi ye lagataa hain Yakin nahin hain magar Aaj bhi ye lagataa hain Meri talaash mein shaayad Bahaar aaj bhi hain Kisi nazar ko teraa Intazaar aaj bhi hain Na poonch kitne mohabbat ki Zakhm kaaye hain Na poonch kitne mohabbat ki Zakhm kaaye hain Ke jinko soch ke din So gavaar aaj bhi hain Woh pyaar jis ke liye Humne chhod dhi dhuniya Wafa ke raahame gaayal Wo pyaar aaj bhi hain Kisi nazar ko tera Intezaar aaj bhi hain Kaha ho tum ke ye Dil beyqaraar aaj bhi hain Kisi nazar ko tera Intezaar aaj bhi hain Zindagi kya koi nissar kare Kisse dhuniya mein koi pyaar kare Apna saaya bhi apna dhushman hain Kaun ab kiska aitbaar kare Aitbaar kare.

More songs from Aitbaar

Kisi Nazar Ko Tera Lyrics - Aitbaar (1985) | Indian Film History