Indian Film History

Tum Aur Main Lyrics

From Aitbaar (1985)

Duration
5:50
Tum aur main aur yeh bekhudi Tum aur main aur yeh bekhudi Nashili raat hain Tumhaara saath hain Kya baat hain baat hain Tum aur main aur yeh bekhudi Mehaki huyi tanhaayiya Behaki huyi angadaayiya Mehaki huyi tanhaayiya Behaki huyi angadaayiya Mujhe thaam lo mujhe thaam lo Mujhe thaam lo jaaneja jaaneja Tum aur main aur yeh bekhudi Jaadu bhi hun tona bhi hun Chaandi bhi hun sona bhi hun Jaadu bhi hun tona bhi hun Chaandi bhi hun sona bhi hun Mujhe loot lo mujhe loot lo Mujhe loot lo jaaneja jaaneja Tum aur main aur yeh bekhudi Gora badan khushboo bhara Kehata hain kya sun lo zara Gora badan khushboo bhara Kehata hain kya sun lo zara Mujhe pyaar do mujhe pyaar do Mujhe pyaar do jaaneja jaaneja Tum aur main aur yeh bekhudi Nashili raat hain Tumhaara saath hain Kya baat hain baat hain Tum aur main aur yeh bekhudi Aa aa aa aa aa aa.

More songs from Aitbaar

Tum Aur Main Lyrics - Aitbaar (1985) | Indian Film History