Indian Film History

Ae Khuda Yeh Bata Lyrics

From Akarshan (1988)

Lyricist
Rajesh Johri
Duration
3:59
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Dur tak dhund hi dhund aaye najar Dhund aise ki ghum ho gayi rehgujar Ek dil de diya uljhane is kadar Kitana mushkil raha zindagi ka safar Zindagi ka safar zindagi ka safar Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Aise chaah pakad mein fasaaya hi tha Jise apna kaha woh paraaya hi tha Tune aankhon ko sapane diye kyun bata Maine sapane sajaaye meri kya khata Meri kya khata meri kya khata Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Zindagi ban gayi dard ki daastaan Badguma ho gaye yeh jamin aasmaan Hai ajab char su ghum ki parchhayiya Tu hi batala ke abb jaau bhi toh kahaan Jaau bhi toh kahaan jaau bhi toh kahaan Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Mere haathon se kyun Dhoop ke saaye ghane Behaki raaton na aaya koi thamane Rahpar kyun lage raah mein lutane Dubate waqt saahil raha saamane Raha saamane raha saamane Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun.

More songs from Akarshan

Ae Khuda Yeh Bata Lyrics - Akarshan (1988) | Indian Film History