Indian Film History

Jhil Mil Jhil Mil Lyrics

From Akarshan (1988)

Duration
4:14
Mm mm mm hmm hmm hmm Jhil mil jhil mil aas kiran Gagan mein ek nanha taara Jhoom uthe parbat nadiya Magan dekhake jag saara Jeena jeena naya savera Aane ko hai laal mera Charo taraf gulaab khile Khushbu khushboo huyi faza Gun gun gun gun gaati phire Gulshan gulshan bade saba Ek naye yug ki sargam Ek naye yug ki kavita Hmm hmm hmm hmm hmm hmm Saari kaynat ko intzaar hain Ek bachche ka Woh kala hoga ya gora toh kya Woh aayega toh aansuo ko Muskaano mein badal dega Nafrat ko pyaar ka aanchal dega Jung ko aman ki god mein sula dega Rang aur nasl ka bhed mitaakar Saari dukhon ko bhula dega Hogi puri muraad mann ki Hum dodno ke jeevan ki Khul jayengi rahein saari Aapas ki apanepan ki Ho o ho ho ho ho ho ho ho ho ho Jhilmil jhilmil aas kiran Gagan mein ek nanha taara Jeena jeena naya savera Aane ko hain laal mera Ho o ho ho ho ho ho ho Hmm hmm hmm hmm.

More songs from Akarshan

Jhil Mil Jhil Mil Lyrics - Akarshan (1988) | Indian Film History