Indian Film History

Ek Hum Hi Nahi Hai Paagal Lyrics

From Albela Mastana (1967)

Music
N Dutta
Lyricist
Prem Dhawan
Duration
3:50
Ek hum hi nahi hai pagal Har koi yahaan deewana Sabse bada paagal hai wahin Jo khud ko kahein siyaana Ek hum hi nahi hai pagal Har koi yahaan deewana Sabse bada paagal hai wahin Jo khud ko kahein siyaana Ek hum hi nahi hai pagal Jo auron ko chakma de Woh khud chakma khaa jaata Chalti hai kab tak raahi Jab dedha waqt hai aataa Ke sun mere chaha Ke sun mere chaha O chaha o chaha o chaha o chaha Jo auron ko chakma de Woh khud chakma khaa jaata Chalti hai kab tak raahi Jab dedha waqt hai aataa Ki main jooth boliya koina Ki main kufur toliyaa koina Ki main zaher goliyaa koina Koina bhai koina bhai koina O balle balle balle balle Aahun aahun aahun aahun aahun O main paagal are woh paagal Are tu bhi paagal are ye bhi paagal hai yaa Tu kitane bhesh badal le Hum toh pahechaan hi lenge Kyaa raaz chhupa hai dil mein Nazron se jaan hi lenge o O ke sun mere chaha Ke sun mere chaha O chaha o chaha o chaha o chaha Tu kitane bhesh badal le Hum toh pahechaan hi lenge Kyaa raaz chhupa hai dil mein Nazron se jaan hi lenge o Ki main kufur toliyaa koina Ki main zaher goliyaa koina Koina bhai koina bhai koina Are chacha bada bhati jaa Aur bhatijaa chacha O jooth nahin hai kahete Oye bol humaara sacha Ki main kufur toliyaa koina Ki main zaher goliyaa koina Koina bhai koina bhai koina O balle balle balle balle Aahun aahun aahun aahun aahun Aahun aahun aahun aahun aahun.

More songs from Albela Mastana

Ek Hum Hi Nahi Hai Paagal Lyrics - Albela Mastana (1967) | Indian Film History