Indian Film History

Main Albela Mastana Lyrics

From Albela Mastana (1967)

Music
N Dutta
Lyricist
Prem Dhawan
Duration
4:16
Ladies and gentelman mm Ladies and ladies Main khud apne aapko aapke Samne pes karta hu Naam na pucho are kaam na pucho Are pucho na kya hai thikana Naam mera aashiq kaam hai dil ka lagana Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe Albela mastana, albela mastana Main albela mastana Naam mera aashiq kaam hai dil ka lagana Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe Albela mastana, albela mastana Main albela mastana Sabse hai dil ka rista Sabse hai apni yari Kya karu ke achi surat lagti hai mujhko pyari Ha ha pyari pyari le tujhpe ye jaan vari Pyari pyari le tujhpe ye jaan vari Are jiska mai diwana Aur sama ka parvana Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe Albela mastana, albela mastana Main albela mastana Rang anokha meradang mera hai nirala Jisko hasi bhi mudhkar dekhe ho Wo kismat wala Koi jalta hai mujhse wo jalta rahe Koi jalta hai mujhse wo jalta rahe Jispe bhi najar dhalu Samjho vo dil hai nishana Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe Albela mastana, albela mastana Main albela mastana Hai wo tabiyat payi Rah na saku mai akela Isliye to charo taraf hai laga hasino ka mela Husn walo pe yaro kurban jaiye Husn walo pe yaro kurban jaiye Mili jaha bhi aankhe bas apna wahi thikana Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe Albela mastana, albela mastana Main albela mastana Naam mera aashiq kaam hai dil ka lagana Isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe Albela mastana, albela mastana Main albela mastana Albela mastana mastana deewana Albela deewana.

More songs from Albela Mastana

Main Albela Mastana Lyrics - Albela Mastana (1967) | Indian Film History