Indian Film History

Main Hoon Omar Khayyam Lyrics

From Albela Mastana (1967)

Music
N Dutta
Lyricist
Prem Dhawan
Duration
4:52
Main hoon omar khayyam Peeta hoon har shyaam Jiska naam hai duniya Woh hai meri ghulaam Main hoon omar khayyam Salaam hujoor salaam Jaam peeya jo ek teekha Pohoch gaya main amerikha Saath mein thi miss cola Haske main usko bola haha O my doll haay teri chaal Yeh gore gore gaal Humko tere pichhe phirte phirte Ho gaye kain saal Ab toh keh de yes yes yes Keh de yes yes yes Keh de yes yes yes O no no you devil Main hoon omar khayyam Peeta hoon har shyaam Jiska naam hai duniya Woh hai meri ghulaam Main hoon omar khayyam Salaam hujoor salaam Peeke main ik jaam Pahochaa ka arbistaan Wahaan dekhi ek haseena Jo thi shaane iraan Dekhte hi dil pukaar utha Allah teri shaam wallah teri shaan Aa mere pehaloo mein aa Aa mere pehaloo mein aa Tujhpe main kurbaan dilbar Ho jaa maherbaan dil bar Saari duniya doon luta Aa mere pehaloo mein aa Main hoon omar khayyam Peeta hoon har shyaam Jiska naam hai duniya Woh hai meri ghulaam Main hoon omar khayyam Salaam hujoor salaam Jaam peeya jo nasheela Pahochaa congo main rangeela Mil gayi ek rangeeli Naam thaa jiska lusheela Lusheela..lusheela..lusheela.. Dekh usse main kaamp gaya Sung mujhe koi saamp gaya Latka latka latka latka..

More songs from Albela Mastana

Main Hoon Omar Khayyam Lyrics - Albela Mastana (1967) | Indian Film History