Indian Film History

Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse Lyrics

From Anari (1959)

Duration
4:21
Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Samajhne waale samajh gaye hain Na samjhe Na samjhe woh anaadi hain Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Samajhne waale samajh gaye hain Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Chaandi ki chamakti raahein Woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen Chaandi ki chamakti raahein Woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen Kirnon ne pasaari baahein Ki armaan naach naach lehraye Baaje dil ke aar gaye yeh bahaar Ubhre hai pyaar jeevan mein Baaje dil ke aar gaye yeh bahaar Ubhre hai pyaar jeevan mein Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Samajhne waale samajh gaye hain Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Kirnon ne chunariya taani Bahaarein kis pe aaj hain deewani Kirnon ne chunariya taani Bahaarein kis pe aaj hain deewani Chaanda ki chaal mastani Hai paagal jispe raat ki rani Taaron ka jaal, le le dil nikaal Poochho na haal mere dil ka Taaron ka jaal, le le dil nikaal Poochho na haal mere dil ka Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Samajhne waale samajh gaye hain Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai.

More songs from Anari

Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse Lyrics - Anari (1959) | Indian Film History