Yaade Kitni Yaade Dil Me Jagi Hai (Duet) Lyrics | Angaaray

                        
                        yade kitni yade dil me jagi hai
bate kitni bate yaad aati hai
dil me jagi kitni yade
kitni bate tum suno to
hum ye suna de dil me jagi
kitni yade kitni bate
tum suno to hum ye suna de
dil me jagi kitni yade kitni bate
tum suno to hum ye suna de
dil me jagi yade kitni yade
dil me jagi hai
mohalle ajab the wo
ajab unki galiya thi
jo pathar pe khilti thi
wo bachpan ki kaliya thi
ho mohalle ajab the wo
ajab unki galiya thi
jo pathar pe khilti thi
wo bachpan ki kaliya thi

ho kaha humko gam tha
aa dar dar bdar the
ek dusare ke dilo me to ghar the
tha bachpan me jaise yahi kam apna

jo diwar payi likha naam apna
shararte tumhari ki hume badi pyari
shararte tumhari ki hume badi pyari
yaad aa gayi wo shokhiya
dil me jagi kitni yade
kitni bate tum suno to
hum ye suna de dil me jagi
kitni yade kitni bate
tum suno to hum ye suna de
dil me jagi yade kitni yade
dil me jagi hai

wo barish bhi yaad aayi
wo kagaj ki nav bhi
wo sardi ka mausam bhi
wo jalta alav bhi
ho wo barish bhi yaad aayi
wo kagaj ki nav bhi
wo sardi ka mosam bhi
wo jalta alav bhi
ho yaad aa gaye hai
sun dost mere phir wo ujale
phir wo andhere
bit gaye the khane ko jo din
laut ke aaye sath wo tere

purane din jhalke
to aansu mere chhalke

purane din jhalke
to aansu mere chhalke
yaad aa gayi wo dasta
dil me jagi kitni yade
kitni bate tum suno to
hum ye suna de dil me jagi
kitni yade kitni bate
tum suno to hum ye suna de
dil me jagi yade kitni yade
dil me jagi hai
bate kitni bate yaad aati hai