Indian Film History

Aayi Ghir Ghir Sawan Ki Kali Lyrics

From Anokha Daan (1972)

Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
3:30
Aayi ghir ghir Sawan ki kali kali gataye Jhum jhum chali Bhigi bhigi hawaye Aise man mere kuchh to kaho Kuchh to kaho chup na raho Aayi ghir ghir sawan Ki kali kali gataye Jhum jhum chali Bhigi bhigi hawaye Aise man mere kuchh to kaho Kuchh to kaho chup na raho Jo kahaylo me rahte hai Mujhe apna jo kahte hai Jo kahaylo me rahte hai Mujhe apna jo kahte hai Mere sukh dukh jo sare Hans ke jo sahte hai Wo dur se majbhur se kahi De rahe hai satayen Aayi ghir ghir sawan Ki kali kali gataye Jhum jhum chali Bhigi bhigi hawaye Aise man mere kuchh to kaho Kuchh to kaho chup na raho Rang mosam ka hi badale Raat ho ya ke din nikale Rang mosam ka hi badale Raat ho ya ke din nikale Unse hi chalte hai sanso ke silsile Aye mere dil chal ab unse mil Dhadkane yahi gaye Aayi ghir ghir Sawan ki kali kali gataye Jhum jhum chali Bhigi bhigi hawaye Aise man mere kuchh to kaho Kuchh to kaho chup na raho Yaade unki jaha aaye Ek nasha sa chhalak jaye Yaade unki jaha aaye Ek nasha sa chhalak jaye Main samjhau dil ko Dil mujhe samjhaye Sab khile aisa sathi mile Hose me kyu aaye Aayi ghir ghir Sawan ki kali kali gataye Jhum jhum chali Bhigi bhigi hawaye Aise man mere kuchh to kaho Kuchh to kaho chup na raho.

More songs from Anokha Daan

Aayi Ghir Ghir Sawan Ki Kali Lyrics - Anokha Daan (1972) | Indian Film History