Indian Film History

Madhbhari Yeh Hawayen Lyrics

From Anokha Daan (1972)

Lyricist
Gulzar
Duration
4:40
Madhbhari yeh hawayein Madhbhari yeh hawayein paas aaye Naam lekar mujhako ye bulaaye Madhbhari yeh hawayein Madhbhari yeh hawayen paas aaye Naam lekar mujhako ye bulaaye Madhbhari yeh hawayein Main ne raato se kar li dosti taaro ke liye Aur churaa ke liya maine ye din Bahaaro ke liye Main ne raato se kar li dosti taaro ke liye Aur churaa ke liya maine ye din Bahaaro ke liye Ai zami aasamaa mujhako do duaaye Madhbhari yeh hawayein Maine laharo ki baahe tham kar Dhudhe hai bhavar Saahilo pe kisi ajanabi ki talaashi hai dagar Maine laharo ki baahe tham kar Dhudhe hai bhavar Saahilo pe kisi ajanabi ki talaashi hai dagar Kaash le kar unhe lahare laut aaye Madhbhari yeh hawayein.

More songs from Anokha Daan

Madhbhari Yeh Hawayen Lyrics - Anokha Daan (1972) | Indian Film History