Indian Film History

Mana Ki Hai Zindagi Yeh Safar Lyrics

From Anokha Daan (1972)

Singers
Manna Dey
Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
3:21
Mana ki hai zindagi yeh safar Har mood par ajnabi hai dagar Kalki nahi hai kisiko bhi khabar To kyu na hum kare jatan Na ho dukhi kisika man Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Mana ki hai zindagi yeh safar Badle huye iss naye daur mein Jeene ke ab kuch naye daur hai Badle huye iss naye daur mein Jeene ke ab kuch naye daur hai Apni khushi apne gam ke siva Kuch to yaha farz bhi aur he To kyu na hum kare jatan Na ho dukhi kisika man Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Mana ki hai zindagi yeh safar Koi kahe zindagi boz hai Koi kahe zindagi mauj hai Koi kahe zindagi boz hai Koi kahe zindagi mauj hai Insano ki iss bhari bhid mein Sabko magar pyar ki khoj hai To kyu na hum kare jatan Na ho dukhi kisika man Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Mana ki hai zindagi yeh safar Har mood par ajnabi hai dagar Kalki nahi hai kisiko bhi khabar To kyu na hum kare jatan Na ho dukhi kisika man Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Na ho gutan na ho zalan Na ho koi suna pan Mana ki hai zindagi yeh safar.

More songs from Anokha Daan

Mana Ki Hai Zindagi Yeh Safar Lyrics - Anokha Daan (1972) | Indian Film History