Indian Film History

Ek Haseena Jab Se Mili Lyrics

From Bahurani (1989)

Lyricist
Anjaan
Duration
4:16
Ek hasina jab se mili Dil hai bekarar Neend udi chain luta Kya hai yahi pyar Yeh kya hua jo bhi hua Bura hua yaar Log kahe bada bura Rog hai yeh pyar Ek hasina jab se mili Dil hai bekarar Neend udi chain luta Kya hai yahi pyar Pehle to jadu kiya Chori se dil le liya Dil pe bada naaj tha Dil ne hi dhoka diya Hume deewan ban ke Deewani hase bar bar Hume deewan ban ke Deewani hase bar bar Yeh kya hua jo bhi hua Bura hua yaar Log kahe bada bura Rog hai yeh pyar Mayush hote ho kyu Aashiq ho rote ho kyu Main muft mara gaya Rou na to kya karu Abhi to pyar hua hai Abhi se maan gaye haar Abhi to pyar hua hai Abhi se maan gaye haar Ek hasina jab se mili Dil hai bekarar Neend udi chain luta Kya hai yahi pyar Mange se dil na mile Kam hai to dil chhin le Ab wo deewane kaha Jinke ho yeh hosale Milega aisa deewana Karo kuch roj intzar Milega aisa deewana Karo kuch roj intzar Ek hasina jab se mili Dil hai bekarar Neend udi chain luta Kya hai yahi pyar Yeh kya hua jo bhi hua Bura hua yaar Log kahe bada bura Rog hai yeh pyar.

More songs from Bahurani