Woh Kya The Aur Humne Unhe Kya Samajh Liya Lyrics | Bahurani

                        
                        Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya

Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya
Patthar ke bhut ko
Kaise devta samajh liya
Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya
Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya

Unko to dil se yuhi
Khel na tha chand roj
Unko to dil se yuhi
Khel na tha chand roj
Humne tamam umr ka
Rista samjh liya
Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya
Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya

Humne suna tha chehra
Yeh dil ki kitab hai
Humne suna tha chehra
Yeh dil ki kitab hai
Matlab har ek lafz ka

Ulta samajh liya
Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya
Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya

Sab kuch luta ke dil ko
Yeh ruswaiya mili
Sab kuch luta ke dil ko
Yeh ruswaiya mili
Humne inhe bhi
Pyar ka tohfa samajh liya
Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya
Patthar ke bhut ko
Kaise devta samajh liya
Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya
Woh kya the aur humne
Unhe kya samajh liya.