Indian Film History

Chand Tu Yahan Hai Lyrics

From Bhabhi Ki Chudiyan (1961)

Duration
3:13
Chand tu yaha hai aur chand tu waha Itna bas bata de mujhe man mera kaha Man mera kaha Chand tu yaha hai aur chand tu waha Hath se nikal gaya hai mera bhola man Aankho me sama gaya hai kiska bhola pan Hath se nikal gaya hai mera bhola man Aankho me sama gaya hai kiska bhola pan Nind nahi aati mujhe rat hai jawa Rat hai jawa Chand tu yaha hai aur chand tu waha Bekali badi hai badi hai kal ki aash bhi Chand mujhse dur chand dil ke pas bhi Bekali badi hai badi hai kal ki aash bhi Chand mujhse dur chand dil ke pas bhi Juangi khushi se waha dil gaya jaha Dil gaya jaha Chand tu yaha hai aur chand tu waha Badlo ki palki me chandani chale Chandani chale Maine abhi dekhi nahi chand ki gali Chand ki gali Chand tu kaha mai teri chandani yaha Chandani yaha Chand tu yaha hai aur chand tu waha Itna bas bata de mujhe man mera kaha Man mera kaha.

More songs from Bhabhi Ki Chudiyan

Chand Tu Yahan Hai Lyrics - Bhabhi Ki Chudiyan (1961) | Indian Film History