Indian Film History

Tum Se Hi Ghar Lyrics

From Bhabhi Ki Chudiyan (1961)

Singers
Mukesh
Duration
3:04
Ghar tikha chhindi diware Tum se hi ghar ghar kahlaya Tum se hi ghar ghar kahlaya Tum se hi ghar ghar kahlaya Suna mandir tha man mera Bujha dip tha jivan mera Suna mandir tha man mera Bujha dip tha jivan mera Mahima ke pawan charno me Mai dipak bankar chhaya Tum se hi ghar ghar kahlaya Tum se hi ghar ghar kahlaya Dilwale ban gaya suhavan Ma tumse mera ghar pavan Dilwale ban gaya suhavan Ma tumse mera ghar pavan Aanchal ki mamta kam aayi Payi sukh ki sheetal chhaya Tum se hi ghar ghar kahlaya Tum se hi ghar ghar kahlaya Kaise ho bhuldan tumhara Jo kuch hai vardan tumhara Kaise ho bhuldan tumhara Jo kuch hai vardan tumhara Tune hi mere jivan ke Sapnoko sach kar dikhlaya Tum se hi ghar ghar kahlaya Tum se hi ghar ghar kahlaya Aankhe meri jyoti tumhari Rah na gayi rahe andhiyari Aankhe meri jyoti tumhari Rah na gayi rahe andhiyari Rahne do mere andherpan ko Ma tune dur bhagaya.

More songs from Bhabhi Ki Chudiyan

Tum Se Hi Ghar Lyrics - Bhabhi Ki Chudiyan (1961) | Indian Film History