Indian Film History

Bambai Raat Ki Baho Mein (Title) Lyrics

From Bombai Raat Ke Bahon Mein (1968)

Lyricist
Hasan Kamal
Duration
6:33
Bambai raat ki baho mein Kahe nigaho nigaho mein Kyu khoya hai tu aaho mein aaja Aaja aaja pyar ki raho mein Bambai raat ki baho mein Kahe nigaho nigaho mein Kyu khoya hai tu aaho mein aaja Aaja aaja pyar ki raho mein Kha pee aur maje uda Kha pee aur maje uda Kyu sabki fikro mein dhalta hai Ga jhum masiya luta Kyu gham ke sholo mein jalta hai Kal ki chinta kyu darta hai Tu kyu darta hai Nahart marta hai Duniya ke dukh bhul ja Bambai raat ki baho mein Kahe nigaho nigaho mein Kyu khoya hai tu aaho mein aaja Aaja aaja pyar ki raho mein He he bombay he he bombay He he bombay he he bombay He he bombay he he bombay He he bombay he he bombay Raat muskurati hai What w sweet mind Raat muskurati hai Jine ka raz batati hai Jab chahe to thoda jhuk ja Dam lage to khud bik ja Bik ja bik ja Gairo se agar dil milta hai Gairo ko apna Apno ko tu bhul ja Bambai raat ki baho mein Kahe nigaho nigaho mein Kyu khoya hai tu aaho mein aaja Aaja aaja pyar ki raho mein.

More songs from Bombai Raat Ke Bahon Mein

Bambai Raat Ki Baho Mein (Title) Lyrics - Bombai Raat Ke Bahon Mein (1968) | Indian Film History