Indian Film History

Usne Jo Kaha Mujhse Lyrics

From Bombai Raat Ke Bahon Mein (1968)

Lyricist
Hasan Kamal
Duration
3:31
Usne jo kaha mujhse Ek geet suna do na Usne jo kaha mujhse Ek geet suna do na Jo dil mein dhadkta ho Woh raaz bata do na Jo dil mein dhadkta ho Woh raaz bata do na Usne jo kaha mujhse Naghmaat ke phoolo ko Saazo mein piron doon main Jee chaha ke dhadkan ko Geeton mein samaa doon main Geeton mein samaa doon main Haskar jo ho ho ho Haskar jo kahan usne Deewana bana do na Haskar jo kahan usne Deewana bana do na Usne jo kaha mujhse Saagar hai mohabbat hai Naghma hai jawaani hai Yeh raat hakikat hai Duniya toh kahani hai Duniya toh kahani hai Main geet ho ho ho Main geet sunati hoon Tum saaz utha lo na Main geet sunati hoon Tum saaz utha lo na Usne jo kaha mujhse Ek geet suna do na Jo dil mein dhadkta ho Woh raaz bata do na Usne jo kaha mujhse.

More songs from Bombai Raat Ke Bahon Mein

Usne Jo Kaha Mujhse Lyrics - Bombai Raat Ke Bahon Mein (1968) | Indian Film History