Indian Film History

Jalti Huyi Jawaniyan Lyrics

From Bombai Raat Ke Bahon Mein (1968)

Lyricist
Hasan Kamal
Duration
4:32
Jalti huyi jawaniyan Yeh ankahi kahaniyan Allah re qayamat Allah re qayamat Jalti huyi jawaniyan Yeh ankahi kahaniyan Allah re qayamat Allah re qayamat Jalti huyi jawaniyan Aanchal uda hawa mein Halchal huyi ghata mein Khushbu si bas gayi hai Behki huyi faza mein Behki huyi faza mein Nigahe jahan jaam gayi Hawaye wahi tham gayi Bas mein hai jaise kudrat Allah re qayamat Jalti huyi jawaniyan Phulo bhara wo daman Jaise khila ho gulshan Jalwo ki chandni hai Jalwo ki chandni hai Naazo ada ka sawan Naazo ada ka sawan Runak chham chham Chham chham Yeh behke se kadam Dil kyu bache salamat Allah re qayamat Jalti huyi jawaniyan Jab tan lachak gaya hai Ho shola bhadak gaya hai Jaise koi sharabi Jaise koi sharabi Pee kar bahak gaya hai Pee kar bahak gaya hai Dhanak bal kha gayi Faza lehra gayi Yeh loch yeh nazakat Allah re qayamat Jalti huyi jawaniyan Yeh husn chhalka chhalka Yeh raks halka halka Lehro pe dolta sa Ek phul hai kamal ka Ek phul hai kamal ka Nadi pe thirke kiran Bahe jaise pawan Har ek ada hai aafat Alla re qayamat Jalti huyi jawaniyan Yeh ankahi kahaniyan Allah re qayamat Allah re qayamat Jalti huyi jawaniyan.

More songs from Bombai Raat Ke Bahon Mein

Jalti Huyi Jawaniyan Lyrics - Bombai Raat Ke Bahon Mein (1968) | Indian Film History