Indian Film History

Bagon Mein Baharon Mein Lyrics

From Chhoti Bahen (1959)

Lyricist
Shailendra
Duration
4:39
Bagon mein baharon mein Ithlata gata aaya koi Najuk najuk kaliyo ke dil ko Dhadkata aaya koi Aaya koi aaya koi aaya koi Bagon mein baharon mein Ithlata gata aaya koi Najuk najuk kaliyo ke dil ko Dhadkata aaya koi Bhini hawa unchi ghata kahe Tere angan mein barsega pyar Phulo ke har leke bahar Karne ko aayi mere solah singar Rango ki umango ki gagar Chalkata aaya koi Aaya koi aaya koi aaya koi Bagon mein baharon mein Ithlata gata aaya koi Najuk najuk kaliyo ke dil ko Dhadkata aaya koi Sapno ke jal rangi khyal Dil ke hichkole kahe aanhke na khol Dil ki ye bat dil ka ye raz Jane na jane koi tu kuch na bol Aanhko se isaro se sab kuchh Samjhata aaya koi Aaya koi aaya koi aaya koi Bagon mein baharon mein Ithlata gata aaya koi Najuk najuk kaliyo ke dil ko Dhadkata aaya koi Chhaya hai ya rim jhim dhara Fir bhi hai mere dil ko utna hi gum Sakhiyo se dur apno se dur Kise hai khbar kal kaha honge hum Uljhan ki diwaro se dil ko Takrata aaya koi Aaya koi aaya koi aaya koi Bagon mein baharon mein Ithlata gata aaya koi Najuk najuk kaliyo ke dil ko Dhadkata aaya koi.

More songs from Chhoti Bahen