Indian Film History

Main Rickshwala Lyrics

From Chhoti Bahen (1959)

Lyricist
Shailendra
Duration
4:00
Main rickshwala Main rickshwala Hai chaar ke baraabar Ye do taang wala Kahaan chaloge babu Kahaan chaloge lala Kahaan chaloge babu Kahaan chaloge lala Main rickshwala Main rickshwala Door door door koyi Mujhko bulaaye Mujhko bulaaye Kya karoon dil usse Bhool na paaye Bhool na paaye Main rishte jodoon dil ke Mujhe hi manzil pe Koyi na pahunchaaye Koyi na pahu.nchaaye Main rickshwala Main rickshwala Hai chaar ke baraabar Ye do taang wala Kahaan chaloge babu Kahaan chaloge lala Kahaan chaloge babu Kahaan chaloge lala Main rickshwala Main rickshwala Thi kabhi chand tak Apni udaan Apni udaan Ab ye dhool ye sadak Apnaa jahaan Apnaa jahaan Jo koyi dekhe chaunke Uparwaalaa bhi soche Ye kaisa insaan Ye kaisa insaan Main rickshwala Main rickshwala Hai chaar ke baraabar Ye do taang wala Kahaan chaloge babu Kahaan chaloge lala Kahaan chaloge babu Kahaan chaloge lala Main rickshwala Main rickshwala Raat din har ghadi Ek sawaal Ek sawaal Rotiyan kam hain kyun Kyun hai akaal Kyun hai akaal Kyun duniya mein kami hai Ye chori kisne ki hai Kahaan hai sara maal Kahaan hai sara maal Main rickshwala Main rickshwala Hai chaar ke baraabar Ye do taang wala Kahaan chaloge babu Kahaan chaloge lala Kahaan chaloge babu Kahaan chaloge lala Main rickshwala Main rickshwala.

More songs from Chhoti Bahen

Main Rickshwala Lyrics - Chhoti Bahen (1959) | Indian Film History