Indian Film History

Yeh Kaisa Nyay Tera Lyrics

From Chhoti Bahen (1959)

Lyricist
Shailendra
Duration
3:28
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera Kisi ko di nigah rah chhin li Kisi ko rah di nigah chhin li Kisi ko di nigah rah chhin li Kisi ko rah di nigah chhin li Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera Takdir hamse ruthi apne hue paraye Takdir hamse ruthi apne hue paraye Jane kaha chale hai jane kaha se aaye Charo taraf andhera barbadiyo ne ghera Kisi ko di nigah rah chhin li Kisi ko rah di nigah chhin li Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera Hamne na haye jana Sukh chain kya khushi kya Hamne na haye jana Sukh chain kya khushi kya Hai raat umar bhar ki andho ki jindagi kya Dil puchta hai mera hai kaun ye lutera Kisi ko di nigah rah chhin li Kisi ko rah di nigah chhin li Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera.

More songs from Chhoti Bahen

Yeh Kaisa Nyay Tera Lyrics - Chhoti Bahen (1959) | Indian Film History