Chandni Tu Hain Kahan Lyrics | Faasle

                        
                        Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan
Maine tere liye
Kya kya sapne bune
Tuhi bata kuch to bata
Kaise hua ye kya hua
Maine tere liye
Kya kya sapne bune
Tuhi bata kuch to bata

Kaise hua ye kya hua
Maine tere liye

Mere dil mein tu raha hain
Mere dil mein tu rahega
Mai tumko bhul jau
Kabhi ye na ho sakega
Ye to socha na tha
Milke honge juda
Kaise hua ye kyu hua
Tuhi bata kuch to bata
Maine tere liye

Mere bas mein kutch nahin tha
Mere bas mein kutch nahin hain
Mein tujse phir milungi
Mere dil ko ye yakin hain
Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan
Chandani tu hain kahan.