Indian Film History

Mora Banna Dulhan Leke Aaya Lyrics

From Faasle (1985)

Lyricist
shahryar
Duration
5:07
Babul ki bagiya ki kali Babul ki bagiya ki kali Mayke se sasural chali Mayke se sasural chali Roye pyara bhaiya Roye sari sakhiya Suni ho gayi prem gali Suni ho gayi prem gali Mora banna dulhan leke aaya Ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya Mora banna dulhan leke aaya Ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya Mora banna dulhan leke aaya Ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya Mora banna dulhan leke aaya Ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya Bolo bolo bolo kutch muhn se bolo Kholo kholo kholo ke ghungha kholo Badi pyasi hain hamari ye akhiya Sari ratiya Mora banna dulhan leke aaya Ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya Bade thasse ban ban chale gori Bade thasse ban ban chale gori More banne ko chup chup take gori More banne ko chup chup take gori Badi pyasi hai hamari ye akhiya Sari ratiya Mora banna dulhan leke aaya Ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya Tere hisse mein balama ka pyar aaye Tere hisse mein balama ka pyar aaye Teri bagiya mein hardam bahar aaye Ho teri bagiya mein hardam bahar aaye Badi pyasi hain hamari ye akhiya Sari ratiya Mora banna dulhan leke aaya Ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya Bolo bolo bolo kutch muhn se bolo Kholo kholo kholo ke ghungha kholo Nahin mane re mane sajana Sataye mujko itna sari ratiya Nahin mane re mane sajana Sataye mujko itna sari ratiya Nahin mane aa… Nahin mane re mane sajana Sataye mujko itna sari ratiya Mohe baho mein bhar bhar Lagaye chhatiya Mohe baho mein bhar bhar Lagaye chhatiya More jugna ko kya kya pada Ye batiya sari ratiya Nahin mane re mane sajana Sataye mujko itna sari ratiya Mora banna dulhan leke aaya Ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya Nahin mane re mane sajana Sataye mujko itna sari ratiya Mora banna dulhan leke aaya Ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya.

More songs from Faasle

Mora Banna Dulhan Leke Aaya Lyrics - Faasle (1985) | Indian Film History