Janam Janam Lyrics | Faasle

                        
                        Janam janam
Mere sanam badan mera
Bandha rahe teri sanso ki dor se
Janam janam
Mere sanam badan mera
Bandha rahe teri sanso ki dor se
Janam janam mere sanam

Thahar kabhi hum na thahre
Manjil se pahle kabhi
Aao ke hum khul ke barse
Pyasi hai dil ki jami
In labo se aur
Aage hamko jana nahi
Janam janam
Mere sanam badan mera
Bandha rahe teri sanso ki dor se
Janam janam mere sanam

Bichade kabhi hum na bichde
Sath rahe har kadam
Badle jaha hum na badle

Pyar kabhi ho na kam
Is janam mein is kasam ko
Bhul paye na hum
Janam janam
Mere sanam badan mera
Bandha rahe teri sanso ki dor se
Janam janam mere sanam.