Indian Film History

Apane Liye Hi Jina Kya Jina Lyrics

From Faraib (1983)

Lyricist
Indeevar
Duration
5:44
Apane liye hi jina kya jina Sun le o pyare sun le haseena Kisi ke dil ko jo de de sahara Tufaan mein aa jaye banake kinara Zara bhi ho woh toh ban jaye tara Chamake banake nagina ho Apane liye hi jina kya jina Are sun le o pyare sun le haseena Tune zamane jode khazane Tute dilon ko na joda Tune zamane jode khazane Tute dilon ko na joda Dariya ka pani kam toh na hoga Pyasa jo pi lega thoda Pyar kama kabhi pyar bana Kabhi tu bhi kuchh karke dikha Ho apane liye hi apane liye hi Jina kya jina jina kya jina Sun le o pyare sun le o pyare Sun le haseena sun le haseena Thoda gagan ko niche jhuka do Dharti ko thoda utha do Thoda gagan ko niche jhuka do Dharti ko thoda utha do Jine ka mauka de do sabhi ko Deeware dil se hata do Na ho kahin gam na ho zyada Sukh dukh bate iss tarah Ho apane liye hi jina kya jina Sun le o pyare sun le haseena Kisi ke dil ko jo de de sahara Tufaan mein aa jaye banake kinara Zara bhi ho woh toh ban jaye tara Chamake banake nagina ho Apane liye hi jina kya jina Sun le o pyare sun le haseena Apane liye hi jina kya jina Sun le o pyare sun le haseena.

More songs from Faraib

Apane Liye Hi Jina Kya Jina Lyrics - Faraib (1983) | Indian Film History