Indian Film History

Yeh Mausam Pyaar Ka Lyrics

From Faraib (1983)

Lyricist
Indeevar
Duration
5:05
Yeh mausam pyaar ka Yeh aalam pyaar ka Dil se dil milao pyaar do Pehale mujhe jahan se mang lo Yeh mausam pyaar ka Yeh aalam pyaar ka Dil se dil milao pyaar do Pehale mujhe jahan se mang lo Yeh mausam pyaar ka Yeh aalam pyaar ka Armano mein halchal machi Jawani bhi hai josh me Mehaki hawa behaki fiza Hum kyun rahe hosh me Lauti nahi kismat kabhi Ek baar jo kho gayi Pachhtayenge hum umr bhar Jo tumse khata ho gayi Dil se dil milao pyaar do Pehale mujhe jahan se mang lo Yeh mausam pyaar ka Yeh aalam pyaar ka Lipati huyi ghata se ghata Mile dekho dharti gagan Dono ke mann jab mil gaye Juda kyun rahe do badan Sajane toh do phoolo ki sej Bajane do shehnaiya Janmo ke tum sathi bano Mit jaye tanhayiya Dil se dil milao pyaar do Pehale mujhe jahan se mang lo Yeh mausam pyaar ka Yeh aalam pyaar ka.

More songs from Faraib

Yeh Mausam Pyaar Ka Lyrics - Faraib (1983) | Indian Film History