Indian Film History

Sola Singar Karke Lyrics

From Filhaal (2002)

Lyricist
Gulzar
Duration
4:28
Wari jawa wari jawa wari jawa Sau sau bari sau sau bari wari jawa Wari jawa wari jawa wari jawa Sau sau bari sau sau bari wari jawa Sola singar karke godi bharayi le Sola singar karke godi bharayi le Saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan Saiyyan se kheli bahut Abb chhotu ko khilayi le Sola singar karke godi Bharayi le sola singar kare Wari jawa wari jawa wari jawa Sau sau bari sau sau bari wari jawa Wari jawa wari jawa wari jawa Sau sau bari sau sau bari wari jawa Chhotu jo aave ghar me Chhotu jo aave ghar me Oye hoye hoye hoye oye hoye hoye hoye Chhotu jo aave ghar me nani behlave Payal pehenke nani nach dikhave Payal pehenke nani nach dikhave Wari jawa wari jawa wari jawa Sau sau bari sau sau bari wari jawa Wari jawa wari jawa wari jawa Sau sau bari sau sau bari wari jawa Han chhotu jo aave ghar me Chhotu jo aave ghar me Hoye hoye oye oye oye Chhotu jo aave ghar me masi ko bulave Nadi badalke unaki lori sunave Nadi masi ki chhotu jo Aave ghar me aave unke mama Mama ya chacha mm chacha Chhotu jo aave ghar me Aave unake mama Daton se nala pakde hath Se pajama oh teri hasi bhar Bharke ghar me chhidkave Oh sola singar karke godi bharayi le Sola singar karke godi bharayi le Saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan Saiyyan se kheli bahut Abb chhotu ko khilayi le Sola singar karke godi Bharayi le sola singar karke Wari jawa wari jawa wari jawa Sau sau bari sau sau bari wari jawa Wari jawa wari jawa wari jawa Sau sau bari sau sau bari wari jawa Wari jawa wari jawa wari jawa Sau sau bari sau sau bari wari jawa Wari jawa wari jawa wari jawa Sau sau bari sau sau bari wari jawa.

More songs from Filhaal