Indian Film History

Waqt Ka Saya Lyrics

From Filhaal (2002)

Lyricist
Gulzar
Duration
3:04
Waqt ka saya kisne tala hai Ho rahega jo hone wala hai Waqt ka saya kisne tala hai Waqt ka saya kisne tala hai Waqt ka saya kisne tala hai Waqt ka saya kisne tala hai Din to ye bhi guzar jaayega Par ye lamhaa guzarata nahi Aag hi aag hi aag hai phir Kyun suraj pighalataa nahi Daag dhone se jaate nahi Daag dhone se jaate nahi Dard rone se ghatataa nahi Waqt ka saya kisne tala hai Waqt ka saya kisne tala hai Nind me saas lete to hai Khwab jaage to mar jaate hai Bebasi hai badi bebasi Apne saaye se dar jaate hai Kaun kis se shikayat kare Kaun kis se shikayat kare Jo likhaa hai vo mitataa nahi Waqt ka saya kisne tala hai Waqt ka saya kisne tala hai Ho rahega jo hone wala Hai jo hone wala hai Waqt ka saya kisne tala hai Waqt ka saya kisne tala hai Waqt ka saya kisne tala hai Ho rahega jo hone wala hai.

More songs from Filhaal

Waqt Ka Saya Lyrics - Filhaal (2002) | Indian Film History