Ek Baat Kahun Gar Mano Tum Lyrics | Gol Maal

Lyricist : Gulzar
Music Director : N C Sippy , R D Burman
Singer : Lata Mangeshkar
                        
                        Ek baat kahun
Gar maano tum
Sapnon mein na
Aana jaano tum
Main neend mein
Uthkar chalti hun
Jab dekhti hun
Sach maano tum
Ek baat kahun
Gar maano tum
Sapnon mein na
Aana jaano tum
Main neend mein
Uthkar chalti hun
Jab dekhti hun
Sach maano tum

Kal bhi hua ki tum
Guzre the paas se
Thode se anbane
Thode udaas the
Bhaagi thi manaane
Neend mein lekin
Sofe se gir padi
Ek baat kahun
Gar maano tum
Sapnon mein na
Aana jaano tum
Main neend mein
Uthkar chalti hun
Jab dekhti hun
Sach maano tum

Parson ki baat hai
Tumne bulaaya tha
Tumhare haath mein
Chehra chhupaaya tha
Chuma tha haath ko
Neend mein lekin
Paaya palang ka tha
Ek baat kahun
Gar maano tum
Sapnon mein na
Aana jaano tum

Us din bhi raat ko
Tum khwaab mein mile
Aur khaam khaa ke
Bas karte rahe gile
Kaash yeh neend aur
Khwaab ke yun hi
Chalte rahen silsile
Ek baat kahun
Gar maano tum
Sapnon mein na
Aana jaano tum
Main neend mein
Uthkar chalti hun
Jab dekhti hun
Sach maano tum
La la la laa laa laa.