Duniya Kismat Aur Khuda Lyrics | Gumrah

                        
                        Apni mohabbato pe, tum aitbar karna
Todha sa aur mera bas intjar karna
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo shiva
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki shiva
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Mujhe maaro mujhe parvaah nahi
Maine pyar kiya hai gunah nahi
Mujhe maaro mujhe parvaah nahi
Maine pyar kiya hai gunah nahi
Tan par kitni chote khayi
Hotho per ek bhi aah nahi nahi
Ab aur koi do saja

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki shiva
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Bas le ke mera naam jara
Tu himmat se le kaam jara
Bas le ke mera naam jara
Tu himmat se le kaam jara
Duniya me itna jor nahi
Hum duniya se kamjor nahi
Duniya choti hai ishq bada
Duniya kismat aur khuda
Dushaman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki shiva
Duniya kismat aur khuda
Dushaman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki shiva
Yaar tere kadmo ki shiva
Yaar tere kadmo ki shiva.